loader image

Reply To: क्या जीवन में सब कुछ पूर्वनिर्धारित है या मनुष्य अपने कर्मों से भाग्य बदल सकता है?

#10901
chiku
Guest

Manushya apne prarabdha karmo ko nhi badal sakta…par aane bale karmo ko uchit disha de sakta hai Sri Hari Naam jap kar ..Tumhara sabhi papo ka anth ho jayega,,aane wale anjane main hone bale sabhi aparadh kat jayega agar tum Sri Radhakrishna Naam jap karte ho toh..par jo prarabdha hai jatha ki tumhara mrityu agar 30 saal mein hoga toh Bo ho kar rahega

Share
Share