hame es jeevan main hum khud apne aap ko bacha sakte hai… jeevan main sab kuch astahi hai.. aaj hai kal nahi hoga. jeevan bhi aage badha raha hai. aaj hai kal nahi hoga.. lakho yoniyonke baad ye jeevan mila hai.. es haste huwe bhagwan ki seva aur bhakti main bitana hai yar vyartha ki chitaume.. ye hame khud ko tay karna hoga…