radhe radhe bhagvan ne sabko karam diya hai jesa karam karoge vesa bhagye bnaega vesi jindgi banegi papo ko katke bhagvat prapti karne ke liye ye jivan vidhaliye hai or bhagvan principal ye pariksha hai jevan ki class bhot sari hai isme 💗radhe radhe 💗😊
Jai Mahakal🙏
Jai Mahakali🙏
JAISE aapne phucha agar Bhagwan h to fr ye paap Kyu to aap ek is app me kalkipuran h Usko jab aap read karoge tab acche se ye samjh paoge
Baki me baata deta hu is kalug me dev [positive] danav [negative] energy dono hi body me h aur Apki konsi energy Apki body ko control kar ye totally Aapke thought [vichar] aur work ke hisab se Hoti aur ye paap Kam kordh ye kali ke family members h jinke andar ye sab Hota h unko hi kali ka pujari bolte aur unki body ko negative energy control karti h