Non veg
Non veg
- This topic is empty.
Viewing 2 posts - 1 through 2 (of 2 total)
Viewing 2 posts - 1 through 2 (of 2 total)

hume nonveg nhi khana chahiye kyoki hum insaan hai hume ye khane ki ijajat nhi hai lekin kuchh medicines hoti hai jinme janwaron ke maas ka use hota hai to kya tab hume is cheez ka paap nhi lgta
Mera yeh opinion hai ki, non veg yukta madicine khane se paap nahin lagega, kyunki hum hamare deasese ko cure karne ke liye madicine khate jismein hamari lalsa nahin hoti but jab hum mansh madira ka sevan karte hain toh hum use lalsa se khate hain toh paap lagta hai aur paap lagna bi chahiye, kyunki hamari tarha woh bhi jib hote hain aur hum jab apni Khushi aur lalsa ke liye ek jib ki hatya karke use khate hain toh hamare andarki karuna khatam hojati hai. kyunki dharm ka aadhar karuna hoti hai. hamare bhagwan Shri Ram ne yehi toh bataya hai unke pure jiban me. Bhagwan Ram Siya ki karuna kahani. kuchh galath kaha hai toh maph kijiyega aur reply me apna bichar likhiyega . Namaskar
